Seenay Main Hasratoun Ki Jalan

Seenay Main Hasratoun Ki Jalan Chahta Nahein

Gham Ab Koi Naya Mera Mann Chahta Nahein

woh mere Shehr-e-Dil Main Agar Aabasa To Kaya

Woh Koun Hay Jo Apna Watan Chahta Nahein

Insaan Tha Woh Ghamoun Nain Farishta Bana Diya

Ab Woh Taalukat-e-Badan Chahta Nahein

Kehtay Hain Us K Haal Pah Rotay Hain Daiwta

Jis Sanwari Ko Uska Sajjan Chahta Nahein

Hona Ho Jaisko Dafn Khud Apnay Hi Sabar Main

Woh Chehra Aansoun Ka Kafan Chahta Nahein

Usko Nah Paa K Jo USay Ruswaa Karain Qateel

Main Aisay Zalimoun Ka Chalan Chahta Nahein

اردو میں پڑھیں

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.